Ask Mufti Tariq Masood | 389th Session - Masail Ka Hal
Description
(0:00 ) Intro
(0:05 ) Aalim e Deen se bughz ya hasad rakhna kaisa hai?
(5:21 ) Roze ki niyyat kaise karein?
(7:06 ) Sehri aur iftari azan se karein ya waqt dekh kar?
(9:48 ) Sehri ke waqt mein ikhtilaf ka hal?
(16:26 ) Halat-e-janabat mein roze ka hukam?
(16:52 ) Ghalti se munh mein pani chala jaye to roze ka kya hukam hai?
(17:30 ) Roza nahi rakha to kaffara ya sirf qaza?
(17:52 ) Roza torhne ka kya wabal hai?
(18:40 ) Roza kab chhor sakte hain?
(19:56 ) Mazdooron ke liye roze rakhne ka hukam?
(21:38 ) Na qabil-e-bardasht bhook mein roza torhna?
(22:49 ) Roze mein ihtilaam aur mushtzani ka hukam?
(24:02 ) Roze mein injection aur drip lagwana?
(24:12 ) Kaunsi ulti se roza toot jata hai?
(25:36 ) Sugar ke mareez ka roza torhna?
(26:16 ) Roza kis umar mein farz hota hai?
(28:04 ) Chhote bachay ki roza kushai karna kaisa hai?
(28:26 ) Sehri aur iftari mein kya khayen?
(31:00 ) Ramazan mein zakheera andozi karna kaisa hai?
(31:33 ) Ramazan mein islah-e-nafs ka tariqa?
(32:08 ) Kya Ramazan mein tamam gunah maaf ho jaate hain?
(32:42 ) Baghair darhi walay ke peechay Taraweeh parhna?
(37:16 ) Na baligh bachay ka Taraweeh parhna ya sunna?
(37:56 ) Aurat ka imamat karna kaisa hai?
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.























